गाँव ka vatavaran
Agar aap गाँव me rehte hai to aap गाँव ke vatavaran ko bahut achhe se jante honge pr jo log गाँव se belong nhi krte hai wo गाँव ke vatavaran ke bare me गाँव ke mahol ke bare me kuchh nhi jante honge jo log sahar se vasta rkhte hai unhe गाँव ke vatavaran , jiwan-yapan, aur गाँव ke sundarta ka tanik bhi bodh nahi hoga.गाँव ko ek gramin ke alawa koi achhe se explain nhi kr sakta hai. Aur aaj main vahi krne wala hu. To chaliye bina kisi deri ke main aapko गाँव ke vatavaran se ru-b-ru krwata hu.
1.) Siksha ke Kshetra ka vatavaran:
Es aadunik(modern) yug me agar aap गाँव me padh rhe hai wo bhi sarkari school se to aapse bada murkh koi nhi hai.गाँव me shiksha ka mahol etna critical hai jitna ki ek 90yr buddhe aadmi ka hota hain. Jii hnn aap bilkul sahi sun rhe hai.
Siksha se kshetra me gramin elaka bahut pichhe hai. Yha na to koe school achha hota hai aur na hi school jane ka koe sadhan hota hai. गाँव me sarkari school ka halat etna khrab hai ki vha padhna aur nhi padhne me koe antar nahi hai.
Agar aap गाँव ke siksha kshetra ke mahol ka tulna sahar se krte hai to aap bahut bari bhul kr rhe hai. गाँव ke school pr na to prasasan ka najar hai aur na hi usme padhane wale log teacher ko pr ab dhire dhire गाँव me private school khul rhe hai pr uska etna fees hota hai jitna ki ek 90% gramin nhi de sakte pr jo 10% log dete hai wo kahi job kr rhe hote hai.
2.) vatavaran (environment):
गाँव ka vatavaran sahar ke mukable 100 × achha aur sudh hota hai. Eska mukhya karan ye hai ki yha per-paudhe ki Sankhya jyada hota hai. Eska mukhya karan gramin log ka mukhya pesa kheti ka hona hai.
गाँव ka vatavaran kisi swarg se km nhi hota..jaha dekhiye sirf hariyali najar aayegi. Charo taraf ghna aur hariyaali bhra jungle dekhne ko milega. गाँव ka ye manmohak vatavaran kisi swarg se kam nhi hota. गाँव kisi bhi tarah ke trashdi se pre hote hai.eska karan yha ki jansankhya kam hona hai.
गाँव ki jansankhya Sahar ke mukabale bahut km hoti hai.sabse suddh hawa गाँव ka hi hota hai.
3.) Aapsi bhaichara:
गाँव me Kam jansankhya hone ke karan yha ke log aapas me mil kr rehte hai aur unke bich aapsi bhaichara bahut aachha hota hai.4.)गाँव me apradhik mahol:
गाँव ko apradhiyo ka adda kaha jaye to kehna galat nhi hoga.Eska sabse bada karan siksha ki kami hai. Kam sikshit log(ye kehna galat hoga kyu ki yha siksha ka aabhaw hai) berojgari ke karan kamane ke naye naye tarike dhundhte hai. Jisme se sarab ka bechna sabse jyada famous hai. Ye log chhina -jhapti, loot-pat krte hai kabhi kabhi to ye log hatya bhi kr deta hai. गाँव ka mahol enhi log ke uper depend karta hai.
En sari pareshaniyo ke bavjud bhi गाँव aaj khud ko jivit rkha hai. Aur bharat ka ka aatma eailiye sayad गाँव me niwas krti hai. Sari vividhtao ko jhelne ke bavjud bhi aaj गाँव swarg hai.